Titles of Maula ALI (AS)

:Salwat:

Titles of Maula ALI (AS):
Al-Murtaza
- The chosen one of God.
Ameerul-Momineen
- The Commander of the Faithful.
Imamul-Muttaqeen
- The Guide of the Pious.
Mazharul Ajaib
- The Manifesto of Wonders.
Babul Madeenatul Ilm
- The Gateway of the City of Knowledge.
Saiyyidul Ausiya
- The chief of the Deputies (of Muhammad the Apostle of God).
Imamul Auliya
- The Guide of the Saints.
Asadullahul- Ghaleb
- The Ever Triumphant Lion of God.
Lisaanullah
- The Tongue of God.
Yadullah
- The Hand of God.
Wajhullah
- The Face of God.
Nafse-Rasulullah
- The Soul of the Apostle of God.
Waliullah
- The Friend of Allah.
Siddiqul-Akbar
- The Greatest Truthful.
Farooqul-Aazam
- The Greatest Distinguisher (between truth and falsehood).
Abu-Turab
- The Father of the Earth.
Faateh-e-Khaiber
- The Conqueror of Khaiber.
Abul Aimma
- The Father of the Holy Imams.
Akhu Rasoolallah
- The Brother of the Apostle of God.
Abu Eetam
- The Father of orphans and the helpless.

Allah say aik harf e jali maang raha hun
Yazdaan ki wilayat say wali maang raha hun
Lo kar diya konain ka diwalia mainey
Main us k khazaney say Ali maang raha hun

Har dard k labon pe saja hai dua ka naam
Hajjat say poch lay kabhi hajjat rawa ka naam
Gar tujhko yaqeen na ho to kabhi aazmaa k daikh lay
Mushkil ki maut hoti hy mushkil khusa k naam

Kamal-e-Ishq Ali Markaz-e-Hayat Ali
Hai Bab-e-Ilm Ali Husn-e-Kainat Ali
Mila Khuda se Nabi ko Ali madad ban ker
Khuda ka raaz Ali hai Nabi ki zaat Ali
Woh jis ka naam he kafi hai magfirat kay liye
Woh mera deen Ali meri Hayat Ali
Mujhay lahad kay andheron se khof kyun ker ho
Mera Imam Ali hai meri Nijat Ali

Ali jamal e do aalam
Ali imam e zamana
Ali waqar e dil o jaan
Ali bahaar e chaman
Ali urooj e fasahat
Ali kamaal e sukhan
Ali Arab k andheroon me pehli kiran
Ali wali say gurayzan na hoo Khuda k liye
Ali to kuwwate baazoo hy Mustafa k liye

Qurane bandegi ki tilawat ka waqt hai

Jagoo talu e shamsay e emamat ka waqt hai
Hawa k dosh pe masoom khusboon ka safar
Bata raha hai k aamad mairey imam ki hai

Rabbay Sallay Ala Muhammadin Wa Aal-e-Muhammadin Wa-Ajjil Farajahum

Comments

  1. MashaAllah. Thanks for this lovely post on Maula Ali. May Allah always bless you for this. Keep it up.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Mastrubation is a major sin (Gunah-e-Kabira)

24th Rajab - Battle of Khyber

Benefits of Reciting Surah Noor